nakaam jo hua, dil jarur kuch bojhil hain...
nakaam jo hua, dil jarur kuch bojhil hain...
magar safar ye ab bhi tay karne kabil hain
kya hua jo rasta bhatka, manjil jo na mili
ab to bas ye hain khyal, ki kami kya rahi
hausle jo hain to fir mujhe chalna hi hain
kuch kadam aur sahi, makam phir milna hi hain
...Aalok mehta....

kya baat hai alok !!
जवाब देंहटाएंtumhari 1-2 posts padhi...
kya ho gaya?
Don't worry, keep up the spirits !!
nothing as such.. just haven't been able to clear my CA Finals this time...
जवाब देंहटाएंanyways.. Ya I'll keep up the spirits... :)
and thanks for the concern....
इस टिप्पणी को एक ब्लॉग व्यवस्थापक द्वारा हटा दिया गया है.
जवाब देंहटाएं