संदेश

जून, 2013 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं
From old collection : written on March, 19 2008  akhir is jindagi se main kya chahta hu.... ek muddat hui fakat ek jawab is sawal ka na mila.... kya hai arju meri... akhir is jindagi se main kya chahta hu....  jab tak na mila tha wo, ek tanha uski arjoo thi...  ab wo hasil hai to badle mein kuch aur chahta hu....  aksar khwaihishe is tarah mujhse majak karti hai.... tamam koshisho ke bad puri kar... phr koi nai rubaru paata hu...  is tarah to jindagi ka basar mumkin nahi....  is kaid-e-hawas-e-jindagi se main bas rihahi chahta hu...  ye to nahi tha kuch aur hi ban ne ka maksad tha mera.... jara thehar e-dil, main atit mein jaa apna maksad dohrana chahta hu...  mere katil tu itminan rakh.. main tujh par iljaam na dunga... main aya hu to bas isliye.. ki apni begunahi jatana chahta hu...  e-yaar mere pehlue mein baith tu bhi kuch waqt...  kuch lamha... shiqve jitne hai beech mein.. aj main sab mitaana chahta hu...  chal accha hi hua... e dost jo tune mujhse se m