संदेश

जुलाई, 2009 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं
kahi ka na choda is bharosa-e-takdeer ne mujhe gar khud par na ho... koi bharosha kam nahi deta.. ...Alok Mehta....

Muflisi...

चित्र

meri banaayi raah, mujhi par paw rak bad jana

meri banaayi raah, mujhi par paw rak bad jana maine to nahi payi, shayd tumhi manjil paa jao... ....Alok Mehta...

मिजाज इतना भी न देखो सादा रहे...

mijaj itna bhi na dekho saada rahe... ki dushmano se hi dosti ka iraada rahe... khwab khawab hi rahe kya haasil hain... hakikat se milne ka bhi koi wada rahe.... khsuiyo ki bewafai se khaufzada tha shayad isliye gham meri kahani kuch jayada rahe... ...Alok Mehta...

ek duje ki pehal ki arju, baat aur bigadti hain

aksar is tarah hi rishto mein duria badhti hain ek duje ki pehal ki arju, baat aur bigadti hain ....Alok mehta...

wo bachaye firte the daaman kanto se sareaam is tarah....

wo bachaye firte the daaman kanto se sareaam is tarah goya dunia mein ghamo se mil gaya ho aaram jis tarah... ...Alok Mehta....
चित्र

tu hi rahega khafa khafa....

चित्र

ae gujre hue waqt, tu wapis kabhi na aaye...

चित्र
ae gujre hue waqt, tu wapis kabhi na aaye... teri yaad hamesha ke liye meri jindagi se chali jaaye... bas kar chuka tu, jitna karna tha mujhe ruswa... ab namo-nisha bhi tera mujhko kahi najar na aaye... aage nikal aaya hu main un sabhi daro-gam ke kucho se... iltja hai ye meri.. unka ab jikr kabhi na aaye.... tanha chala hu, gira hu... phir khud uth kar sambhala hu.... mere alawa meri kamyabi ka sehra kisi ke sar naa jaaye... ....Alok Mehta.....

lonely

चित्र

jo umr bhar ko kafi ho...

main nahi kehta ki umar bhar ko mere sath reh jaao magar ek lamha wo de do.. jo umr bhar ko kafi ho... daria-e-ulfat ki nahi chah... ki koi jo mil jaaye hume tumse hasrat ik boond ki bas.. mere dard k samandar ko kafi ho teri surat ki nahi arjoo ki sham-o-sehar sang ho mere ek jhalak ki bas gujaarish... jo najar bhar ko kaafi ho.... ....alok mehta...

gham ka maara hu main... bhid se ghabraata hu...

meri mayyat pe dekho hujum na lagne paaye... gham ka maara hu main... bhid se ghabraata hu... syah bejaan chehre par koi parda karna hoga... ek muddat hui,uske ashq k daag chupata hu khyal rahe mehboob karib na aa jaye lash k meri... ki uski maujudgi mein main yaar aksar ji jaata hu... badi hi khamoshi se dekhna ki janaja ye nikle mera ki gham ka maara hu main... bhid se ghabraata hu... ....Alok Mehta...

adhura ik rishta hu...

tanha hu magar ek bhid ka hissa hu... adhuri kahani sahi, tera hi kissa hu... tu chahe to nakar de, kuch harz nahi main kaise kahu, ki adhura ik rishta hu... ....Alok Mehta....

वादा हैं .. मेरा.. कि.. मैं नहीं हारूँगा...

माना वक़्त नहीं.. और.. बाकी कई काम सही... राह भी हैं.. लम्बी.. और.. ढलती ये शाम सही... अंजाम से पहले ..खुद को.. ना ..नकारुंगा.. वादा हैं..मेरा.. कि.. मैं नहीं हारूँगा... जीत के बनेंगी पायदान..चट्टानें मुश्किलों की .. हिम्मतो से बदलूँगा..लकीरे इन हथेलियों की... कि हस्ती.. अब अपनी..हर कीमत सवारूँगा वादा हैं.. मेरा.. कि .. मैं नहीं हारूँगा... चाहए कितनी ही स्याह.. मायूसी नजर आती हो... हौसलों कि चांदनी चाहे.. मद्धम हुई जाती हो... कर मजबूत खुद को.. वक़्त-ऐ-मुफलिसी गुजारूँगा... वादा हैं .. मेरा.. कि.. मैं नहीं हारूँगा... आफताब नहीं तो क्या..ऑंखें उम्मीद से रोशन हैं.. ज़माने को नहीं.. तो क्या.. मुझे भरोसा हरदम हैं... पाउँगा मंजिल ख्वाबो की.. चाँद जमी उतारूंगा... वादा हैं .. मेरा.. कि.. मैं नहीं हारूँगा... हार हो या जीत..मेरी हस्ती कोई फर्क ना आ जायेगा कि 'आलोक' हर हाल यार.. शख्स वही रह जाएगा... इन फिजूल पैमाइशो पर अब.. खुद को ना उतारूंगा... वादा हैं .. मेरा.. कि.. मैं नहीं हारूँगा... आलोक मेहता.. mana waqt nahi aur baki kai kaam sahi rah bhi hai lambi aur dhalti ye shaam sahi anjaam